One stop blog for all popular and melodious bhajans. You will get lyrics too for all of the bhajans.For kids it have wonderful, interesting and devotional stories.
jhoom jhoom man mohan re murli madhur suna ja
tere daras ko pyase naina
ek pal daras dikha ja
jhoom jhoom.........
gokul suni mathura suni sune birajke jhule
tum to hamko bhule mohan ham na tumko bhule
phir panghat pe jamuna ke tat pe aake raas racha ja re
radheshyam (3)
jhoom jhoom.........
hum jaise to lakhon jag me tujhsa kaun hai data
sari duniya chod ke hamne joda thujse nata
bhanvar me naiyya khadi khivaiyya aake par laga ja re
radheshyam (3)
jhoom jhoom..........
jay ganesh gan-nath dayanidhi
sakal vighan kar dur hamare
mama vandan svikar karo prabhu
charan saran ham aae thihare - jay dayanidhi
jay nandlala jay gopala jay nandlala jay jay
sri radhe govinda man bhaj le hari ka piyara naam hai
gopala hari ka piyara naam hai nandlala hari ka piyara naam hai
sri radhe........
mor mukut sir galban mala kesar tilak lagave
kesar tilak lagave
brndavan ki kunj galin me sab ko naach nachave,
sab ko naach nachave
sri radhe.........
yamuna kinare dhenu charave madhav madan murari
madhav madan murari
madhur muraliya jabhi bajave har le sudhbudh sari
har le sudhbudh sari
sri radhe..........
giridhar nagar kheti mira, sur ko shyamal bhaya,
sur ko shyamal bhaya,
tukaram aur namdev ne vithal vithal gaya
vithal vithal gaya
sri radhe.........
radhasakti bina na koi shyamal darshan pave,
shyamal darshan pave,
aradhan kar radhe radhe kanha bhage ave,
kanha bhage ave,
sri radhe..........
jai nandlala jai gopala jai nandlala jai jai
sri radhe govinda man bhaj le hari ka naam pyara naam hai.
gopala hari ka piyara naam hai nandlala hari ka piyara naam hai
sri radhe...........
mera aap ki kripa se, sab kaam ho raha hai karte ho tum kanahiya, mera naam ho raha hai mera aap ki kripa se, sab kaam ho raha hai
patwar ke bina hi, meri naav chal rahi hai hairaan hai zamaana, manzil bhi mil rahi hai karta nahi mai kuch bhi, sab kaam ho raha hai karte ho tum kanhiya, mera naam ho raha hai mera aap ki kripa sse, sab kaam ho raha hai
tum saath ho to mere, kis cheez ki kami hai kisi aur cheez ki ab, darkaar hi nahi hai tere saath se gulam ab, gulfam ho raha hai karte ho tum kanahiya, mera naam ho raha hai mera aap ki kripa se, sab kaam ho raha hai
mai to nahi hu kabil tera pyaar kaise pau tuti hui vaani se gungaan kaise gaau teri prerna se hi sab, yeh tamaam ho raha hai karte ho tum kanhiya mera naam ho raha hai
tufaan aandhiyo mai, tune hi mujhko thama tum krishn banke aaye, mai jab bana sudhama tera karam yeh mujhe par sare aam ho raha karte ho tum kanhiya mera naam ho raha hai mera aap ki daya se sab kaam ho raha hai
mujhe har kadam dagar par tumne diya sahara meri zindagi badal di tune kar ke ishaara eshaan par tera yeh eshaan ho raha hai karte ho tum kanhiya mera naam ho raha hai mera aap ki kripa se sab kaam ho raha hai
brindaavan ka krishn kanhaiya sab ki aankhon ka taara man hi man kyon jale raadhika mohan to hai sab ka pyaara brindaavan ka krishn kanhaiya..................
jamana tat par, nand ka laala jab jab raas rachaaye re tan man dole kaanha aisi bansi madhur bajaaye re sudh-budh bhooli khadi gopiyaan jaane kaisa jaadu daara brindaavan ka krishn kanhaiya.................
rang salona aisa jaise chhaai ho ghata saavan ki ai ri ma.n to hui deewaani manamohan mann bhaavan ki tere kaaran dekh baanvare chhod diya main ne jag saara brindaavan ka krishn kanhaiya...
taara hai saara zamana shyam humko bhi taaro,-2 humko bhi taaro shyam humko bhi taaro-2 taara hai saara.....
hum ne suna hai shyam meera ko taara,-2 meera ko taara shyam, meera ko taara,-2 veena ka, veena ka kar ke bahana shyam humko bhi taaro. taara hai saara......
hum ne suna hai shyam dhraupadi ko taara-2 dhraupadi ko taara shayam, dhraupadi ko taara -2 saari ka, saari ka karke bahana shyam humko bhi taaro. taara hai saara......
hum ne suna hai shyam kubja ko taara-2 kubja ko taara shyam, kubja ko taara-2 chandan ka kar ke bahana shyam humko bhi taaro taara hai saara.......
humne suna hai shyam ganika ko taara-2 ganika ko taara shyam, ganika ko taara-2 tote ka kar ke bahana shyam humko bhi taaro taara hai saara......
humne suna hai shyam arjun ko taara-2 arjun ko taara shyam, arjun ko taara-2 gita ka kar ke bahana shyam hum ko bhi taro taara hai saara......
humne suna hai shyam prahlad ko taara-2 prahlad ko taara shyam, prahlad ko taara-2 khambe ka kar ke bahana shyam humko bhi taaro taara hai saara......
hum ne suna hai shyam kevat ko taara-2 kevat ko taara shyam, kevat ko taara-2 nuka ka kar ke bahana shyam hum ko bhi taara taara hai saara......
jimo jimo mahara madan gopal, karma bai ro khichadlo, thodo arogo ni madan gopal, karma bai ro khichadlo
prabhuji thara prem pujari, gaya teertha navan jata jata de gaya mane ,pujari bholan jad main aai thare mandariya mai chaal, karma bai ro khichadlo
jimo jimo mahara madan gopal, karma bai ro khichadlo, thodo arogo ni madan gopal, karma bai ro khichadlo
rutha bhukha kyu betha ho, rukman ra barthar bhuka betha nahi saare nahi kheth khevat ro kaam bhuka betha sa pad jasi thara gaal, karma bai ro khichadlo
jimo jimo mahara dwarikara nath, karma bai ro khichadlo, thodo arogo ni madan gopal, karma bai ro khichadlo shatras bhojan mai nahi janu, khato se anuraag rukho rukho ram khichdo, gawar-fali ko saag layi batakadi mai metho dhai ghaal, karma bai ro khichadlo
jimo jimo mahara madan gopal, karma bai ro khichadlo, thodo arogo ni dwarikara nath, karma bai ro khichadlo
kin galti re karne mahro haal kiyo behaal dhawaliya ro pardo kardu, aao ji gopal tha se karma re samo to naal, karma bai ro khichadlo,
jimo jimo mahara dwarikara nath, karma bai ro khichadlo, thodo arogo ni madan gopal, karma bai ro khichadlo
[karma beti jaat ki, wo thi boli nadaan aur bola ki pat rakh li, kahut wale shayam.]
Thali bhar ke layi re khichdo, upar ghee ki batki, jimo mahara shayam dhani, jimawe beti jaat ki.
dado maharo gaaw gayo hai, najana kadhe aawelo uuke barose beto ro to, bhuko hi reh jawelo, aa jemau tane re khichdo, ghal rabadi chaach ki, jimo mahara shayam dhani, jimawe beti jaat ki jimawe beti jaat ki
baar baar mandir ne judti, baar baar main kholti, kiya koni re jime re mohan, kardi kardi bolti, tu jime jad main bhi jimu, manu na koi laad ki jimo mahara shayam dhani, jimawe beti jaat ki jimawe beti jaat ki
thali bhar ke layi re khichdo, upar ghee ki batki, jimo mahara shayam dhani, jimawe beti jaat ki. jimawe beti jaat ki
pardo bhul gai sawariya, pardo pher lagayo ji, saawliye re aool beth kar, shayam khichdo khayo ji bhola sa bhakta su, sawariya kiya aat ki jimo mahara shayam dhani, jimawe beti jaat ki. jimawe beti jaat ki
bhakti ho to karma jaisi, sawariyo ghar aawelo sohan lal loha kar prabhu ka nirakh nirakh gun gaawelo sacho prem prabhu main ho to, murat bole kaath ki jimo mahara shayam dhani, jimawe beti jaat ki. jimawe beti jaat ki
thali bhar ke layi re khichdo, upar ghee ki batki, jimo mahara shayam dhani, jimawe beti jaat ki. jimawe beti jaat ki