Monday, November 23, 2009

Kabhi Ram ban ke, kabhi Shyam...



(Kabhi Ram ban ke kabhi Shyam ban ke,
Chale aana Prabhu Ji chale aana.)-2

Tum Ram roop mein aana,-2

Sita saath leke dhanush haat leke,
Chale aana Prabhu Ji chale aana.
Kabhi Ram ban….

Tum Shyam roop mein aana,-2
Radha saath leke murli haat leke,

Chale aana Prabhu Ji chale aana.
Kabhi Ram ban ….

Tum Shiv ke roop mein aana,-2

Gouri saath leke damru haat leke,
Chale aana Prabhu Ji chale aana.
Kabhi Ram ban….

Tum Vishnu roop mein aana,-2
Lakhsmi saath leke chakra haat leke,

Chale aana Prabhu Ji chale aana.
Kabhi Ram ban ….


Tum Ganapati roop mein aana,-2
Riddhi saath leke siddhi saath leke,

Chale aana Prabhu Ji chale aana.
Kabhi Ram ban ….

Kabhi Ram ban ke kabhi Shyam ban ke,Chale aana Prabhu Ji chale aana.
Kabhi Ram ban….


OR IN HINDI

(कबही राम बन के कबही श्याम बन के
चले आना प्रभु जी चले आना.) -2

तुम राम रूप में आना,-2
सीता साथ लेके धनुष हात लेके,
चले आना प्रभु जी चले आना.
कबही राम बन ….

तुम श्याम रूप में आना,-2
राधा साथ लेके मुरली हात लेके
चले आना प्रभु जी चले आना
कबही राम बन ….


तुम शिव के रूप में आना,2
गौरी साथ लेके डमरू हात लेके,
चले आना प्रभु जी चले आना
कबही राम बन ….

तुम विष्णु रूप में आना,-2

लख्स्मी साथ लेके चक्र हात लेके
चले आना प्रभु जी चले आना.
कबही राम बन ….

तुम गणपति रूप में आना,-2
रिद्धि साथ लेके सिद्धि साथ लेके
चले आना प्रभु जी चले आना.
कबही राम बन ….

कबही राम बन के कबही श्याम बन के,
चले आना प्रभु जी चले आना.
कबही राम बन …

No comments:

Post a Comment