Wednesday, September 7, 2011

kaamna hriday ki suna ke dekh le

kaamna hriday ki suna ke dekh le,
dukh-bhanjan kast hare ge, gun gaa ke dekh le

jeevan bhar khushiya denge, sharan aake dekh le

bal-budhi-vidhya ka, bandhar mile ga
jeevan main har pal sukh ka, sansaar mile gaa

nij saare bhakto ka piyara hanuman
jane in baato ko duniya jahan
charno main sir yeh, jhuka ke dekh le
dukh-bhanjan kast hare ge gun gaa ke dekh le

kaamna hriday ki suna ke dekh le,
dukh-bhanjan kast hare ge gun gaa ke dekh le

sankat se dur kare, deen dukhiyo ka sangi
hai mahaveer vikram, baldhari bajarangi

karta jo vandan pawan putr ka,
hota hai jeevan safal uska
bhakti mai aatma ramaa ke dekh le,

1 comment: