Saturday, February 11, 2012

Taara hai saara zamana....



By Kirit bhai ji




taara hai saara zamana shyam humko bhi taaro,-2
humko bhi taaro shyam humko bhi taaro-2
taara hai saara.....

hum ne suna hai shyam meera ko taara,-2
meera ko taara shyam, meera ko taara,-2
veena ka, veena ka kar ke bahana shyam humko bhi taaro.
taara hai saara......

hum ne suna hai shyam dhraupadi ko taara-2
dhraupadi ko taara shayam, dhraupadi ko taara -2
saari ka, saari ka karke bahana shyam humko bhi taaro.
taara hai saara......

hum ne suna hai shyam kubja ko taara-2
kubja ko taara shyam, kubja ko taara-2
chandan ka kar ke bahana shyam humko bhi taaro
taara hai saara.......

humne suna hai shyam ganika ko taara-2
ganika ko taara shyam, ganika ko taara-2
tote ka kar ke bahana shyam humko bhi taaro
taara hai saara......

humne suna hai shyam arjun ko taara-2
arjun ko taara shyam, arjun ko taara-2
gita ka kar ke bahana shyam hum ko bhi taro
taara hai saara......

humne suna hai shyam prahlad ko taara-2
prahlad ko taara shyam, prahlad ko taara-2
khambe ka kar ke bahana shyam humko bhi taaro
taara hai saara......

hum ne suna hai shyam kevat ko taara-2
kevat ko taara shyam, kevat ko taara-2
nuka ka kar ke bahana shyam hum ko bhi taara
taara hai saara......

No comments:

Post a Comment