Showing posts with label Movie bhajan. Show all posts
Showing posts with label Movie bhajan. Show all posts

Friday, February 24, 2012

Hamko manki shakti dena





Hamko manki shakti dena man vijay karen
doosron ki jay se pahle khudko jay karen
Hamko manki shakti dena

bhed bhaav
bhed bhaav apne dil se saaf kar saken
doston se bhool ho to maaf kar saken
jhooth se bache rahen sach ka dam bharen
doosron ki jay se pahle khud ko jay karen
Hamko manki shakti dena man vijay karen
doosron ki jay se pahle khud ko jay karen
Hamko manki shakti dena

mushkilen paden to hampe itna karm kar
saath de to dharm ka chale to dharm par
khud pe hausla rahe badi se na daren
doosron ki jay se pahle khud ko jay karen
Hamko manki shakti dena man vijay karen
doosron ki jay se pahle khud ko jay karen
Hamko manki shakti dena

Friday, February 17, 2012

Tora man darpan kahlaye





Bhajan played on flute:-


Instrumental with lyrics:-


By pandit ramdat:-


praani apapne prabhu se puche kis vidhi paauun tohe

prabhu kahe tu man ko paa le, paa jayegaa mohe

tora man darpan kahlye

bhale bhure sare karmo ko dekhe aur dikhaaye.

tora man darpan kahlaye


man hi devata, man hi iswar, man se bada na koi

man ujiyaaraa jab jab phaile, jag ujiyaara hoye

is ujale darpan par prani, dhuul na jaane paaye,

tora man......


sukh ki kaaliya dukh ke kaante, man sab ka aadhar

man se koi baat chhupe na, man ke nain hazar

jag se chaahe baag le koi, man se bhag na paaye

tora man......


tan ki daulat dhalati chhaayaa, man ka dhan anmol

tan ke karaan man ke dhan ko mat maati me rol

man ki qadar bhulane wala, hiraa janam gavaaye

tora man......





Brindaavan nka krishn kanhaiya......





brindaavan ka krishn kanhaiya
sab ki aankhon ka taara
man hi man kyon jale raadhika
mohan to hai sab ka pyaara
brindaavan ka krishn kanhaiya..................

jamana tat par, nand ka laala
jab jab raas rachaaye re
tan man dole kaanha aisi
bansi madhur bajaaye re
sudh-budh bhooli khadi gopiyaan
jaane kaisa jaadu daara
brindaavan ka krishn kanhaiya.................

rang salona aisa jaise
chhaai ho ghata saavan ki
ai ri ma.n to hui deewaani
manamohan mann bhaavan ki
tere kaaran dekh baanvare
chhod diya main ne jag saara
brindaavan ka krishn kanhaiya...

Monday, August 22, 2011

Govinda aala re aala (Dhai Handi bhajan)



govinda aala re aala
zaara matki sambal biraj baala
aare ek do aur teen chaar sang
panch chhey saath hai gawala
govinda aala........

o aayi makhan ke choron ki saina
o zara bachke sambahal ke ji rehna
badi natkhat hai fauj
kahi aayi jo mauj
nahi bache ka
nahi bache ke koi taala taala
govinda aala.........

o kaise nikli hai jhoom ke ye toli
o aaj khelenge dhoodh se ye holi
bheege kitna bhi ang
thandi ho na umang
pade inse
o pade inse kisi ka na paala paala
govinda aala..........


Mach Gaya Shor Sari Nagri Re (Dhai handi bhajan)



Mach Gaya Shor Sari Nagri Re, Sari Nagri Re
Aaya Biraj Ka Banka Sambhal Teri Gagri Re

Dekho Arey Dekho Kahin Aisa Na Ho Jaaye
Chori Kare Makhan Tera Jiya Bhi Churaye
Arey Dhamkata Hai Itna Tu Kisko
Darta Hai Kaun Aane De Usko
Darta Hai Kaun Aane De Usko
Aise Na Bahut Bolo
Mat Thumak Thumak Dolo
Chillaogi Bahut Gori
Jab Ulat Dega Tori
Gagri Aake Beech Dagri Re
Mach Gaya Shor Sari Nagri Re, Sari Nagri Re
Aaya Biraj Ka Banka Sambhal Teri Gagri Re

Jaane Kya Karta Agar Hota Kahin Gora
Ja Ke Jamuna Mein Zara Shakl Dekhe Chhora
Bindiya Chamkati Raste Mein Na Ja
Manchala Bhi Hai Gokul Ka Raja
Manchala Bhi Hai Gokul Ka Raja
Pad Jaye Nahin Kaala Radha Se Kahin Lala
Fir Royega Govinda Marengi Aisa Fanda
Gar Gar Se Bandhegi Aisi Chunri Re
Mach Gaya Shor Sari Nagri Re, Sari Nagri Re
Aaya Biraj Ka Banka Sambhal Teri Gagri Re

Hooo Aaya Biraj Ka Banka Sambhal Teri Gagri Re
Arey Mach Gaya Shor Sari Nagri Re, Sari Nagri Re
Aaya Biraj Ka Banka Sambhal Teri Gagri Re
Hooo Aaya Biraj Ka Banka Sambhal Teri Gagri Re

Sunday, August 14, 2011

Hamko manki shakti dena








Hamko manki shakti dena man vijay karen
doosron ki jay se pahle khudko jay karen
doosron ki jay se pahle khudko jay karen
Hamko manki shakti dena man vijay karen
doosron ki jay se pahle khudko jay karen
Hamko manki shakti dena

bhed bhaav
bhed bhaav apne dil se saaf kar saken
bhed bhaav apne dil se saaf kar saken
doston se bhool ho to maaf kar saken
doston se bhool ho to maaf kar saken
jhooth se bache rahen sach ka dam bharen
jhooth se bache rahen sach ka dam bharen
doosron ki jay se pahle khud ko jay karen
Hamko manki shakti dena man vijay karen
doosron ki jay se pahle khud ko jay karen
Hamko manki shakti dena

mushkilen paden to hampe itna karm kar
mushkilen paden to hampe itna karm kar
saath de to dharm ka chale to dharm par
saath de to dharm ka chale to dharm par
khud pe hausla rahe badi se na daren
khud pe hausla rahe badi se na daren
doosron ki jay se pahle khud ko jay karen
Hamko manki shakti dena man vijay karen
doosron ki jay se pahle khud ko jay karen
Hamko manki shakti dena

Monday, August 1, 2011

Darashan Do Ghanashyam Nath Mori



Darashan Do Ghanashyam Nath Mori, Ankhiyan Pyasi Re
Man Mandir Ki Jyoti Jagado, Ghat Ghat Basi Re

Mandir Mandir Murat Teri
Phir Bhi Naa Dikhe Surat Teri
Yug Bite Na Ai Milan Ki
Puranamasi Re ...

Dvar Daya Ka Jab Tu Khole
Pancham Sur Men Gunga Bole
Andha Dekhe Langada Chal Kar
Pahunche Kasi Re ...

Pani Pi Kar Pyas Bujhaun
Nainon Ko Kaise Samajhaun
Ankh Michauli Chhodo Ab
Man Ke Basi Re ...

nibarl ke bal dhaan nidharn ke
tum rakhwaale bhakt janon ke
tere bhajan mein sab sukh paun
mite udasi re...

naam jape par tujhe naa jaane
unako bhi tu apanaa maane
teri dayaa kaa ant nahin hai
he dukh nashi re...

In Hindi:-
दर्शन दो घनाश्याम नाथ मोरी, अँखियाँ प्यासी रे
मन मंदिर की ज्योति जगादो, घाट घाट बसी रे

मंदिर मंदिर मूरत तेरी
फिर भी ना दिखे सूरत तेरी
युग बीते न ई मिलन की
पूरनमासी रे ...

द्वार दया का जब तू खोले
पंचम सुर में गूंगा बोले
अँधा देखे लंगड़ा चल कर
पहुंचे कासी रे ...

पानी पि कर प्यास बुझों
नैनों को कैसे समझों
आंख मिचौली छोडो अब
मन के बसी रे ...

निबर्ल के बल धान निधर्न के
तुम रखवाले भक्त जनों के
तेरे भजन में सब सुख पाउँ
मिटे उदासी रे...

नाम जपे पर तुझे ना जाने
उनको भी तू अपना माने
तेरी दया का अंत नहीं है
हे दुःख नाशी रे...

Tuesday, July 12, 2011

Suraj ki garmi se....














Jaise suraj ki garmi se jalte hue tan ko, Mil jaaye taruvar ki chhaaya
Suraj ki garmi se jalte hue tan ko, Mil jaaye taruvar ki chhaaya
Aisa hi sukh mere mann ko mila hai, Main jab se sharan teri aaya, mere ram
Suraj ki garmi se....

Bhatka hua mera mann tha koi, Mil na raha tha sahaara - 2
Laheron se ladti hui naav ko - 2 , Jaise mil na raha ho kinaara
mil na raha ho kinaara
Us ladkhadaati hui naav ko jo, Kisi ne kinaara dikhaaya
Aisa hi sukh mere mann ko mila hai, Main jab se sharan teri aaya, mere ram
Suraj ki garmi se....

Sheetal bani aag chandan ke jaisi, (Raaghav krupa ho jo teri) - 2
Ujiyaali poonam ki ho jaaye raatein, Jo thi amaavas andheri - 2
Jo thi amaavas andheri
Yug yug se pyaasi marubhumi ne jaise, Saawan ka sandes paaya
Aisa hi sukh mere mann ko mila hai, Main jab se sharan teri aaya, mere ram
Suraj ki garmi se....

Jis raah ki manzil tera milan ho,Us par kadam main badhaaoon - 2
Phoolon mein khaaron mein patjhad bahaaron mein, Main na kabhi dagmagaaoon - 2
Main na kabhi dagmagaaoon
Paani ke pyaase ko taqdeer ne jaise, Jee bhar ke amrit pilaaya - 2
Aisa hi sukh mere mann ko mila hai
Main jab se sharan teri aaya, mere ram
Suraj ki garmi se....

Suraj ki garmi se jalte hue tan ko, Mil jaaye taruvar ki chhaaya
Aisa hi sukh mere mann ko mila hai, Main jab se sharan teri aaya, mere ram
Suraj ki garmi se....

Friday, November 20, 2009

Yashomati maiya se










Yashomati mayyaa se bole Nandlaala
Raadha kyon gori main kyon kaala
Raadha kyon gori main kyon kaala

boli muskaati mayyaa lalan ko bataaya
boli muskaati mayyaa lalan ko bataaya
kaari andhiyari aadhi raat mein tu aaya
laadlaa Kanhayya mera ho
laadlaa Kanhayya mera kaali kamli waala
isiliye kaala

Yashomati mayyaa se bole Nandlaala
Raadha kyon gori main kyon kaala
Raadha kyon gori main kyon kaala

boli muskaati mayya sun mere pyaare
boli muskaati mayya sun mere pyaare
gori-gori Raadhika ke nain kajraare
kaale nainon waali ne ho
kaale nainon waali ne aisaa jaadu daala
isiliye kaala

Yashomati mayyaa se bole Nandlaala
Raadha kyon gori main kyon kaala
Raadha kyon gori main kyon kaala