govinda aala re aala
zaara matki sambal biraj baala
aare ek do aur teen chaar sang
panch chhey saath hai gawala
govinda aala........
o aayi makhan ke choron ki saina
o zara bachke sambahal ke ji rehna
badi natkhat hai fauj
kahi aayi jo mauj
nahi bache ka
nahi bache ke koi taala taala
govinda aala.........
o kaise nikli hai jhoom ke ye toli
o aaj khelenge dhoodh se ye holi
bheege kitna bhi ang
thandi ho na umang
pade inse
o pade inse kisi ka na paala paala
govinda aala..........
No comments:
Post a Comment